Dost ki Dosti se bhadkar
kuch nai paoge
jo matlab hi nikaloge
To matlab hi paoge,
Dost wohi hote hai
Jo Dosti ko nibhate hai
Jinke kisse log akshar
Bhid me gun gunate hai,
Dosti ka ye rishta
To sadiyo se purana hai,
Krishna ki dosti se hi
Amar mar ke "Sudhama" hai,
Dost sab gam bhulata hai
Dost hamko hasata hai
Dosti ke samne dushman
Bhi apna sar jhukata hai,
Dost girte hue tujhko
Aakar ke sambhalega,
Teri rahon ke kante wo
Chun chun kar nikalega,
Dosti ke khajane ko
Chhod kar tum kha jaoge,
Dost ki dosti se badhkar
Kuch nahi paoge
fantastic poem for those who love their frnds
ReplyDeletefantastic poem for those who love their frnds
ReplyDeleteSuperb lines
ReplyDeleteSuperb lines
ReplyDelete