Bhigi
Thi Meri Aanken Jisme
Fir
Wahi Barsat Hui Hai
Ye
Anhoni Jo Hoti Hai
Mere
Hi Sath Hui Hai
Ab
Subah Ka Intezaar Tha Mujhko
Fir
Andhera Sa Chaya Hai
Jo
Bhul Gaya Tha Main Pahale Hi
Gam
Ne Malhar Sunaya Hai
Sapne
Bhi Mujhse Ruthe Hai
Aisi
Kya Baat Hui Hai
Ye
Anhoni Jo Hoti Hai
Mere
Hi Sath Hui Hai
Ek
Panchi Udna Chahata Tha
Neele
Badal Ke Niche Se
Udna
To Bas Se Bahar Hua
Gujar
Rha Hai Galiyo Aur Kucho Se
Ab
Koi Zara Puche Usse
Kya
Se Kya Aukat Hui Hai
Ye
Anhoni Jo Hoti Hai
Mere
Hi Sath Hui Hai
Ghar
Bana Tha Uska Bhi Tinko Se
Gujre
The Mahine - Din Kho Ke
Dekha
Nahi Tha Usne Bhi Soke
Ankhen
Nam Thi Bas Ro-Roke
Thak
Har Ke Halat Ab Uski
Bahut
Hi Nasaz Hui Hai
Ye
Anhoni Jo Hoti Hai
Mere
Hi Sath Hui Hai
Ab
Apne Ghar Tak Jaane Me
Apno
Ka Sahara Leta Hai
Jo
Kuch Bhi Kamaya Jeevan Me
Sab
Unko Ada Kar Deta Hai
Ab
Bebas Hai Laachar Sa Hai
Saanse
Dil Se Bahar Hui Hai
Ye
Anhoni Jo Hoti Hai
Mere
Hi Sath Hui Hai
Bhigi
Thi Meri Aanken Jisme
Fir
Wahi Barsat Hui Hai
Ye
Anhoni Jo Hoti Hai
Mere
Hi Sath Hui Hai
Comments
Post a Comment