Skip to main content

Posts

Showing posts from October, 2019

Adhura Safar...

Sayad Jab tak mere alfaaz tum tak pahuchenge bahut der ho chuki hogi Tum umeed karte to kis roshini ki tab tak to raat ho chuki hogi Jis Jannat ko main pana chahata the jee-te-jee Meri Maut ke baad usse mulaqat ho chuki hongi Tum khud ko sambhal loge itna vishwas hai mujhe Main nahi sambhal paunga isliye door ja rha hu Chalte chalte kitni door nikal jau maloom nahi Jo jaga karti thi tere intezaar me wo aankhe so chuki hogi Maine nahi socha tha ke main bhi mohabbat ki barish me bhigunga Jaane kab doobta chala gya pta na chala Na teri khata thi na hi mera kasoor hai isme Nikal paunga jab tak meri saanse chhut chuki hogi Jo bhi mujhse mila hai tujhko khushi ho ya gam Mat lagana apne dil se aankhen kardega nam Bas koshish karna tum bhulane ki mujhe Main jab tak bhulunga tumko meri dhadkan ruk chuki hogi Tere sath gujara ek ek lamha meri zindgi ka sabse hasin pal hai Is pal me hi aaj ji rha hu is pal se hi mera kal hai Jab tak main utaruga isse apne jahan me Jo bahnd